Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_421011007cb6cc09c4cd0abe9b81b980, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jis Qadar Bhi Hawa Hai Khaali Hai - Inam Kabeer Poetry In English - Darsaal

Jis Qadar Bhi Hawa Hai Khaali Hai

jis qadar bhi hawa hai KHali hai

ye jahan khokhla hai KHali hai

tum mujhe jis makan ka puchhte ho

wo mere dost ka hai KHali hai

qaht ne sare ghar ujaD diye

ek jo bach gaya hai KHali hai

ab jalane ke kaam aaega

shaKH par ghonsla hai KHali hai

yani kam bolne mein hikmat hai

aur jo chiKHta hai KHali hai

(735) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jis Qadar Bhi Hawa Hai Khaali Hai In English By Famous Poet Inam Kabeer. Jis Qadar Bhi Hawa Hai Khaali Hai is written by Inam Kabeer. Read famous Poem Jis Qadar Bhi Hawa Hai Khaali Hai for youth and Student by Inam Kabeer. Free Download Jis Qadar Bhi Hawa Hai Khaali Hai in PDF.