Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_3f7ff37368e4b853a6799aa0682fa385, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
UkhDi Na Ek ShaKH Bhi NaKHl-e-jadid Ki - Inam Durrani Poetry In English - Darsaal

UkhDi Na Ek ShaKH Bhi NaKHl-e-jadid Ki

ukhDi na ek shaKH bhi naKHl-e-jadid ki

har mohtasib ne beKH-kuni to shadid ki

ab to nigah-e-shauq ka ye haq bhi chhin gaya

Tw hi ek jagah thi hasinon ki did ki

guzri sawal-e-wasl ke chakkar mein sari umr

fursat na mil saki use guft-o-shunid ki

baKHsha hai pir-ji ne aqidat ka ye sila

laDki bhaga ke le gae apne murid ki

(914) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

UkhDi Na Ek ShaKH Bhi NaKHl-e-jadid Ki In English By Famous Poet Inam Durrani. UkhDi Na Ek ShaKH Bhi NaKHl-e-jadid Ki is written by Inam Durrani. Read famous Poem UkhDi Na Ek ShaKH Bhi NaKHl-e-jadid Ki for youth and Student by Inam Durrani. Free Download UkhDi Na Ek ShaKH Bhi NaKHl-e-jadid Ki in PDF.