Khawab Poetry of Imam Bakhsh Nasikh
Poet Name | Imam Bakhsh Nasikh |
---|---|
Birth Date | 1772 |
Death Date | 1838 |
Birth Place | Lucknow |
Khwab Hi Mein Nazar Aa Jae Shab-e-hijr Kahin
Sab Hamare Liye Zanjir Liye Phirte Hain
Rifat Kabhi Kisi Ki Gawara Yahan Nahin
Mera Sina Hai Mashriq Aaftab-e-dagh-e-hijran Ka
Hai Mohabbat Sab Ko Uske Abru-e-khamdar Ki
Hai Dil-e-sozan Mein Tur Uski Tajalli-gah Ka
Chain Duniya Mein Zamin Se Ta-falak Dam Bhar Nahin
Aa Gaya Jab Se Nazar Wo Shokh Harjai Mujhe