Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ce650e193a45b8c771ef3263787a2410, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Suraj Ki Mizan Liye Ham, Wo The Barf Ki Baat Liye - Imam Azam Poetry In English - Darsaal

Suraj Ki Mizan Liye Ham, Wo The Barf Ki Baat Liye

suraj ki mizan liye ham, wo the barf ki baT liye

is haalat mein hum donon ne apne jiwan kaT liye

ek hi ghar mein rahte the hum lekin donon anjaane the

jab is ka ehsas hua to apne raste paT liye

koi gahak mil jata to achchhi qimat mil jati

bich KHaridaron ke the hum apne hunar ki baT liye

rajaon ka daur gaya aur sath zamin-dari bhi gai

lekin ganw ka mukhiya jita hai nawabi ThaT liye

'azam' is wahshi duniya mein hum ne ye bhi dekha hai

KHun baha jo apnon ka wo KHun apnon ne chaT liye

(895) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Suraj Ki Mizan Liye Ham, Wo The Barf Ki Baat Liye In English By Famous Poet Imam Azam. Suraj Ki Mizan Liye Ham, Wo The Barf Ki Baat Liye is written by Imam Azam. Read famous Poem Suraj Ki Mizan Liye Ham, Wo The Barf Ki Baat Liye for youth and Student by Imam Azam. Free Download Suraj Ki Mizan Liye Ham, Wo The Barf Ki Baat Liye in PDF.