Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_eb7190b766261aadd91cf5ffe76d6f18, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dil Se Jab Aah Nikal Jaegi - Iftikhar Raghib Poetry In English - Darsaal

Dil Se Jab Aah Nikal Jaegi

dil se jab aah nikal jaegi

jaan bhi ham-rah nikal jaegi

dil mein kuchh bhi to na rah jaega

jab teri chah nikal jaegi

hum ne samjha tha ki kuchh barson mein

fasl-e-jaan-kah nikal jaegi

phir sabhi joD ke sar baiThe hain

phir koi rah nikal jaegi

tum se milne ki bhi koi surat

insha-allah nikal jaegi

toD kar sari fasilen 'raghib'

fikr-e-agah nikal jaegi

(923) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dil Se Jab Aah Nikal Jaegi In English By Famous Poet Iftikhar Raghib. Dil Se Jab Aah Nikal Jaegi is written by Iftikhar Raghib. Read famous Poem Dil Se Jab Aah Nikal Jaegi for youth and Student by Iftikhar Raghib. Free Download Dil Se Jab Aah Nikal Jaegi in PDF.