Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2b9b815a18b95c9a089d298114f3927f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Sarae ChhoD Ke Wo Phir Kabhi Nahin Aaya - Iftikhar Naseem Poetry In English - Darsaal

Sarae ChhoD Ke Wo Phir Kabhi Nahin Aaya

sarae chhoD ke wo phir kabhi nahin aaya

chala gaya jo musafir kabhi nahin aaya

har ek shai mere ghar mein usi ke zauq ki hai

jo mere ghar mein ba-zahir kabhi nahin aaya

ye kaun mujh ko adhura bana ke chhoD gaya

palaT ke mera musawwir kabhi nahin aaya

makan hun jis mein koi bhi makin nahin rahta

shajar hun jis pe ki tair kabhi nahin aaya

(952) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Sarae ChhoD Ke Wo Phir Kabhi Nahin Aaya In English By Famous Poet Iftikhar Naseem. Sarae ChhoD Ke Wo Phir Kabhi Nahin Aaya is written by Iftikhar Naseem. Read famous Poem Sarae ChhoD Ke Wo Phir Kabhi Nahin Aaya for youth and Student by Iftikhar Naseem. Free Download Sarae ChhoD Ke Wo Phir Kabhi Nahin Aaya in PDF.