Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c76dcfcf271544a0ddbfc77c4095917f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai - Iftikhar Imam Siddiqi Poetry In English - Darsaal

Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai

bikhar hi jaunga main bhi hawa udasi hai

fana-nasib har ek silsila udasi hai

bichhaD na jae kahin tu safar andheron mein

tere baghair har ek rasta udasi hai

bata raha hai jo rasta zamin dishaon ko

hamare ghar ka wo raushan diya udasi hai

udas lamhon ne kuchh aur kar diya hai udas

tere baghair to sari faza udasi hai

kahin zarur KHuda ko meri zarurat hai

jo aa rahi hai falak se sada udasi hai

(1020) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai In English By Famous Poet Iftikhar Imam Siddiqi. Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai is written by Iftikhar Imam Siddiqi. Read famous Poem Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai for youth and Student by Iftikhar Imam Siddiqi. Free Download Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai in PDF.