Two Lines Poetry of Ibrahim Ashk - 2 Lines Poetry - Couplets From Ibrahim Ashk
Poet Name | Ibrahim Ashk |
---|---|
Birth Date | 1951 |
Zindagi Wadi O Sahra Ka Safar Hai Kyun Hai
Zindagi Apni Musalsal Chahaton Ka Ek Safar
Ye Aur Baat Hai Ki Barhana Thi Zindagi
Thi Hausle Ki Baat Zamane Mein Zindagi
Teri Zamin Se Uthenge To Aasman Honge
Nam Ko Bhi Na Kisi Aankh Se Aansu Nikla
Nahin Hai Tum Mein Saliqa Jo Ghar Banane Ka
Na Dil Mein Koi Gham Rahe Na Meri Aankh Nam Rahe
Mujhe Na Dekho Mere Jism Ka Dhuan Dekho
Koi To Hoga Jis Ko Mera Intizar Hai
Koi Bharosa Nahin Abr Ke Barasne Ka
Kis Liye Katra Ke Jata Hai Musafir Dam To Le
Khud Apne Aap Se Lena Tha Intiqam Mujhe
Karen Salam Use To Koi Jawab Na De
Duniya Bahut Qarib Se Uth Kar Chali Gai
Chale Gae To Pukaregi Har Sada Hum Ko
Bikhre Hue The Log Khud Apne Wajud Mein
Bas Ek Bar Hi Toda Jahan Ne Ahd-e-wafa