Two Lines Poetry of Ibn E Insha - 2 Lines Poetry - Couplets From Ibn E Insha
Poet Name | Ibn E Insha |
---|---|
Birth Date | 1927 |
Death Date | 1978 |
Birth Place | Karachi |
Yunhi To Nahin Dasht Mein Pahunche Yunhi To Nahin Jog Liya
Wo Raaten Chand Ke Sath Gain Wo Baaten Chand Ke Sath Gain
Wahshat-e-dil Ke Kharidar Bhi Napaid Hue
Sun To Liya Kisi Nar Ki Khatir Kata Koh Nikali Nahr
Raat Aa Kar Guzar Bhi Jati Hai
Mir Se Baiat Ki Hai To Insha Mir Ki Baiat Bhi Hai Zarur
Kuchh Kahne Ka Waqt Nahin Ye Kuchh Na Kaho Khamosh Raho
Kuche Ko Tere Chhod Kar Jogi Hi Ban Jaen Magar
Kal Chaudhwin Ki Raat Thi Shab Bhar Raha Charcha Tera
Kab Lauta Hai Bahta Pani Bichhda Sajan Rutha Dost
Jalwa-numai Be-parwai Han Yahi Rit Jahan Ki Hai
Jab Shahr Ke Log Na Rasta Den Kyun Ban Mein Na Ja Bisram Kare
Is Shahr Mein Kis Se Milen Humse To Chhutin Mahfilen
Insha-ji Utho Ab Kuch Karo Is Shahr Mein Ji Ko Lagana Kya
Husn Sab Ko Khuda Nahin Deta
Hum Kisi Dar Pe Na Thitke Na Kahin Dastak Di
Hum Bhul Sake Hain Na Tujhe Bhul Sakenge
Haq Achchha Par Uske Liye Koi Aur Mere To Aur Achchha
Garm Aansu Aur Thandi Aahen Man Mein Kya Kya Mausam Hain
Ek Se Ek Junun Ka Mara Is Basti Mein Rahta Hai
Ek Sal Gaya Ek Sal Naya Hai Aane Ko
Ek Din Dekhne Ko Aa Jate
Dil Hijr Ke Dard Se Bojhal Hai Ab Aan Milo To Behtar Ho
Dida O Dil Ne Dard Ki Apne Baat Bhi Ki To Kis Se Ki
Bekal Bekal Rahte Ho Par Mahfil Ke Aadab Ke Sath
Be Tere Kya Wahshat Hum Ko Tujh Bin Kaisa Sabr O Sukun
Apni Zaban Se Kuchh Na Kahenge Chup Hi Rahenge Aashiq Log
Apne Hamrah Jo Aate Ho Idhar Se Pahle
Ahl-e-wafa Se Tark-e-talluq Kar Lo Par Ek Baat Kahen
Aan Ke Is Bimar Ko Dekhe Tujhko Bhi Taufiq Hui