Two Lines Poetry of Himayat Ali Shayar - 2 Lines Poetry - Couplets From Himayat Ali Shayar
Poet Name | Himayat Ali Shayar |
---|---|
Birth Date | 1930 |
Birth Place | Karachi |
Zindagi Ki Baat Sun Kar Kya Kahen
Ye Kaisa Qafila Hai Jis Mein Sare Log Tanha Hain
Tujhse Wafa Na Ki To Kisi Se Wafa Na Ki
Tariki Mein Lipti Hui Pur-haul Khamoshi
Suraj Ko Ye Gham Hai Ki Samundar Bhi Hai Payab
Suraj Ke Ujale Mein Charaghan Nahin Mumkin
Sirf Zinda Rahne Ko Zindagi Nahin Kahte
Shama Ke Manind Ahl-e-anjuman Se Be-niyaz
Shair Unki Dosti Ka Ab Bhi Dam Bharte Hain Aap
Raushni Mein Apni Shakhsiyat Pe Jab Bhi Sochna
Phir Meri Aas Badha Kar Mujhe Mayus Na Kar
Main Sochta Hun Is Liye Shayad Main Zinda Hun
Main Sach To Bolta Hun Magar Ai Khuda-e-harf
Main Kuchh Na Kahun Aur Ye Chahun Ki Meri Baat
Kis Liye Kije Kisi Gum-gashta Jannat Ki Talash
Is Jahan Mein To Apna Saya Bhi
Is Dasht-e-sukhan Mein Koi Kya Phul Khilae
Is Dasht Pe Ehsan Na Kar Ai Abr-e-rawan Aur
Iman Bhi Laj Rakh Na Saka Mere Jhut Ki
Hum Bhi Hain Kisi Kahf Ke Ashab Ke Manind
Har Taraf Ek Muhib Sannata
Har Qadam Par Nit-nae Sanche Mein Dhal Jate Hain Log
Badan Pe Pairahan-e-khak Ke Siwa Kya Hai
Apne Kisi Amal Pe Nadamat Nahin Mujhe
Ab Na Koi Manzil Hai Aur Na Rahguzar Koi