Two Lines Poetry of Hijr Nazim Ali Khan - 2 Lines Poetry - Couplets From Hijr Nazim Ali Khan
Poet Name | Hijr Nazim Ali Khan |
---|---|
Birth Date | 1880 |
Death Date | 1914 |
Shab-e-firaq Kuchh Aisa Khayal-e-yar Raha
Na Dard Tha Na Khalish Thi Na Tilmilana Tha
Mujhe Wo Yaad Karte Hain Ye Kah Kar
Kya Rashk Hai Ki Ek Ka Hai Ek Muddai
Kuchh Khabar Hai Tujhe O Chain Se Sone Wale
Kahegi Hashr Ke Din Uski Rahmat-e-be-had
Kabhi Ye Fikr Ki Wo Yaad Kyun Karenge Hamein
Hazar Ranj Hain Ab Ye Bhi Ek Zamana Hai
Aks Se Apne Wo Yun Kahte Hain Aaine Mein
Ai Hijr Waqt Tal Nahin Sakta Hai Maut Ka
Aaya Bhi Koi Dil Mein Gaya Bhi Koi Dil Se