Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d40f0731298508ddc80cc7e25a0fc3fc, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai - Hatim Ali Mehr Poetry In English - Darsaal

Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai

gareban hath mein hai panw mein sahra ka daman hai

bas ab panw hain apne aur sar-e-KHar-e-mughilan hai

hawa-e-dasht-e-wahshat hum ko le uDti hai basti se

hamara unsur-e-KHaki magar reg-e-bayaban hai

sabaq ko dekhta hun raat bhar aur phir ulajhta hun

mutawwal muKHtasar wo sharh-e-sher-e-zulf-e-pechan hai

jalata hai ye parwanon ko wasf-e-shoala-ruyan se

zaban-e-KHama bhi ab to zaban-e-sham-e-sozan hai

(722) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai In English By Famous Poet Hatim Ali Mehr. Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai is written by Hatim Ali Mehr. Read famous Poem Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai for youth and Student by Hatim Ali Mehr. Free Download Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai in PDF.