Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2abc5ff24c1547f9490944900ed2e9d8, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dariya Tufan Bah Raha Hai - Hatim Ali Mehr Poetry In English - Darsaal

Dariya Tufan Bah Raha Hai

dariya tufan bah raha hai

aankhon ka ajib majra hai

zahid ko ghurur zohd ka hai

rindon ko KHuda ka aasra hai

zikr un ke dahan ka ja-ba-ja hai

hai kuchh bhi nahin ye baat kya hai

diwar ka un ki saya Thahra

ek ye bhi saadat-e-huma hai

ham-chashmi aur un ki ankhDiyon se

nargis tujhe kuchh bhi sujhta hai

panw ke hamare go kharosi

ek ek kanTa khaTak gaya hai

ulfat hai khuli hui buton se

allah se 'mehr' kya chhupa hai

(804) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dariya Tufan Bah Raha Hai In English By Famous Poet Hatim Ali Mehr. Dariya Tufan Bah Raha Hai is written by Hatim Ali Mehr. Read famous Poem Dariya Tufan Bah Raha Hai for youth and Student by Hatim Ali Mehr. Free Download Dariya Tufan Bah Raha Hai in PDF.