Two Lines Poetry of Hatim Ali Mehr - 2 Lines Poetry - Couplets From Hatim Ali Mehr
Poet Name | Hatim Ali Mehr |
---|
Zaban Se Baat Nikli Aur Parai Ho Gai Sach Hai
Yaad Rakhne Ki Ye Baaten Hain Baja Hai Sach Hai
Yaad Mein Ek Shokh Punjabi Ke Rote Hain Jo Hum
Wahdahu-la-sharik Ki Hai Qasam
Tu Ne Wahdat Ko Kar Diya Kasrat
Teri Talash Se Baqi Koi Makan Na Raha
Sari Izzat Naukri Se Is Zamane Mein Hai Mehar
Saba Jo Badi Bagh Wali Hui Hai
Raaton Ko But Baghal Mein Hain Quran Tamam Din
Raat Din Sajde Kiya Karta Hai Huron Ke Liye
Na Zaqan Hai Wo Na Lab Hain Na Wo Pistan Na Wo Qad
Na Le Ja Dair Se Kaba Hamein Zahid Ki Hum Wan Bhi
Mar Dala Teri Aankhon Ne Hamein
Majma Mein Raqibon Ke Khula Tha Tera Juda
Kya Buton Mein Hai Khuda Jaane Ba-qaul-ustad
Ku-e-qatil Mein Basegi Nai Duniya Ek Aur
Kuche Mein Jo Us Shokh-hasin Ke Na Rahenge
Kis Par Nahin Rahi Hai Inayat Huzur Ki
Kidhar Ka Chand Hua Mehr Ke Jo Ghar Aae
Khub-rui Pe Hai Kya Naz Butan-e-london
Karte Hain Shauq-e-did Mein Baaten Hawa Se Hum
Kafir-e-ishq Hun Mushtaq-e-shahadat Bhi Hun
Jawan Rakhti Hai Mai Dekhe Ajab Tasir Pani Mein
Jannat Ki Neamaton Ka Maza Waizon Ko Ho
Hum Mehr Mohabbat Se Bahut Tang Hain Ab To
Hum Bhi Baaten Banaya Karte Hain
Gulzar Mein Phir Koi Gul-e-taza Khila Kya
Gul Bang Thi Gulon Ki Hamara Tarana Tha
Fasl-e-gul Aai To Kya Be-sar-o-saman Hain Hum
Donon Usi Ke Bande Hain Yakta Hai Wo Karim