Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_59b5813cf495d6f80308ab673a314e3d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Pyar Ka Pahla KHat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai - Hastimal Hasti Poetry In English - Darsaal

Pyar Ka Pahla KHat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai

pyar ka pahla KHat likhne mein waqt to lagta hai

nae parindon ko uDne mein waqt to lagta hai

jism ki baat nahin thi un ke dil tak jaana tha

lambi duri tai karne mein waqt to lagta hai

ganTh agar lag jae to phir rishte hon ya Dori

lakh karen koshish khulne mein waqt to lagta hai

hum ne ilaj-e-zaKHm-e-dil to DhunD liya lekin

gahre zaKHmon ko bharne mein waqt to lagta hai

(2646) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Pyar Ka Pahla KHat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai In English By Famous Poet Hastimal Hasti. Pyar Ka Pahla KHat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai is written by Hastimal Hasti. Read famous Poem Pyar Ka Pahla KHat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai for youth and Student by Hastimal Hasti. Free Download Pyar Ka Pahla KHat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai in PDF.