Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_f5eb9c58c961441a592d9163252f7c82, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ye KHaki Aag Se Ho Kar Yahan Pe Pahuncha Hai - Hassan Ahmad Awan Poetry In English - Darsaal

Ye KHaki Aag Se Ho Kar Yahan Pe Pahuncha Hai

ye KHaki aag se ho kar yahan pe pahuncha hai

KHamir uTha tha jahan se wahan pe pahuncha hai

nigah-e-husn ne tartib ulTi kar Dali

ki tir nikla nazar se kaman pe pahuncha hai

abhi talak jo fida-e-ba-nam-e-ishq raha

jo hosh aaya to sud-o-ziyan pe pahuncha hai

main zahiran to suKHan se ba-KHub waqif hun

darun ka aks agarche ziyan pe pahuncha hai

KHizan-e-hijr mein gulshan mein phul khilne lage

gazand ye bhi dil-e-na-tawan pe pahuncha hai

(870) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ye KHaki Aag Se Ho Kar Yahan Pe Pahuncha Hai In English By Famous Poet Hassan Ahmad Awan. Ye KHaki Aag Se Ho Kar Yahan Pe Pahuncha Hai is written by Hassan Ahmad Awan. Read famous Poem Ye KHaki Aag Se Ho Kar Yahan Pe Pahuncha Hai for youth and Student by Hassan Ahmad Awan. Free Download Ye KHaki Aag Se Ho Kar Yahan Pe Pahuncha Hai in PDF.