Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a49ec8773e50933abe5bce2afa3164ce, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hum Raaton Ko UTh UTh Ke Jin Ke Liye Rote Hain - Hasrat Jaipuri Poetry In English - Darsaal

Hum Raaton Ko UTh UTh Ke Jin Ke Liye Rote Hain

hum raaton ko uTh uTh ke jin ke liye rote hain

wo ghair ki banhon mein aaram se sote hain

hum ashk judai ke girne hi nahin dete

bechain si palkon mein moti se pirote hain

hota chala aaya hai be-dard zamane mein

sachchai ki rahon mein kanTe sabhi bote hain

andaz-e-sitam un ka dekhe to koi 'hasrat'

milne ko to milte hain nashtar se chubhote hain

(1257) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hum Raaton Ko UTh UTh Ke Jin Ke Liye Rote Hain In English By Famous Poet Hasrat Jaipuri. Hum Raaton Ko UTh UTh Ke Jin Ke Liye Rote Hain is written by Hasrat Jaipuri. Read famous Poem Hum Raaton Ko UTh UTh Ke Jin Ke Liye Rote Hain for youth and Student by Hasrat Jaipuri. Free Download Hum Raaton Ko UTh UTh Ke Jin Ke Liye Rote Hain in PDF.