Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_db9f72a2e893c2b49df52b9a499b0831, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Zindagi Ghamgin Hoti Ja Rahi Hai - Hasan Nizami Poetry In English - Darsaal

Zindagi Ghamgin Hoti Ja Rahi Hai

zindagi ghamgin hoti ja rahi hai

aarzu rangin hoti ja rahi hai

chand tare aasmanon mein Tange hain

raat ki tazin hoti ja rahi hai

zulm phir parwan chaDhta ja raha hai

zabt ki tauhin hoti ja rahi hai

samt-e-mashriq dekhta hun main ujala

raat ki takfin hoti ja rahi hai

shadman sa hai 'nizami' aaj-kal wo

ruh ki taskin hoti ja rahi hai

(960) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Zindagi Ghamgin Hoti Ja Rahi Hai In English By Famous Poet Hasan Nizami. Zindagi Ghamgin Hoti Ja Rahi Hai is written by Hasan Nizami. Read famous Poem Zindagi Ghamgin Hoti Ja Rahi Hai for youth and Student by Hasan Nizami. Free Download Zindagi Ghamgin Hoti Ja Rahi Hai in PDF.