Ek DaraKHt Ek TariKH
jaise jhuk kar us ne sargoshi mein mujh se ye kaha
wo dayar-e-gharb ho ki gulsitan-e-sharq ho
zulm ke mausam mein bu-e-gul se khilte hain gulab
justuju ki manzilon mein KHwab ki mishal liye
Daliyon par aa ke girte hain thake-mande parind
aashiyan-bandi mein rang o nasl ki tamiz kya
tafriq kya
jabir o majbur ki duniya alag uqba alag
(823) Peoples Rate This