Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2c4399015acd583f667d73fca4e2d059, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aaina Tumhaare Naqsh-e-pa Ka - Hasan Barelvi Poetry In English - Darsaal

Aaina Tumhaare Naqsh-e-pa Ka

aaina tumhaare naqsh-e-pa ka

KHurshid ko de sabaq jila ka

o wasl mein munh chhupane wale

ye bhi koi waqt hai haya ka

jab aankh khuli to be-KHudon se

parda tha jamal-e-KHud-numa ka

dil aur wo but zahe muqaddar

zulm aur ye dil ghazab KHuda ka

ja baiThe hain mujh se dur uTh kar

kya pas kiya hai iltija ka

bole wo 'hasan' ka KHun mal kar

kya shoKH hai rang is hina ka

(732) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Aaina Tumhaare Naqsh-e-pa Ka In English By Famous Poet Hasan Barelvi. Aaina Tumhaare Naqsh-e-pa Ka is written by Hasan Barelvi. Read famous Poem Aaina Tumhaare Naqsh-e-pa Ka for youth and Student by Hasan Barelvi. Free Download Aaina Tumhaare Naqsh-e-pa Ka in PDF.