Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b09ffb72ff03826b94f15fe554b5c20a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aafiyat Ki Talash Mein - Haris Khaleeq Poetry In English - Darsaal

Aafiyat Ki Talash Mein

karachi

ek zaKHmi KHanaman-barbaad kachhwa

jis ke sab bazu

thakan se bebasi se

shal hue hain

jahan bhar ke dukhon ka bojh uThae

bahut halkan

KHushki par paDa hai

ab apne aansuon se

zaKHm bharna chahta hai

jo anDe bach gae hain wo sambhaale

samundar mein utarna chahta hai

(1016) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Aafiyat Ki Talash Mein In English By Famous Poet Haris Khaleeq. Aafiyat Ki Talash Mein is written by Haris Khaleeq. Read famous Poem Aafiyat Ki Talash Mein for youth and Student by Haris Khaleeq. Free Download Aafiyat Ki Talash Mein in PDF.