Two Lines Poetry of Haqeer - 2 Lines Poetry - Couplets From Haqeer
Poet Name | Haqeer |
---|
Yak-ba-yak Tark Na Karna Tha Mohabbat Mujhse
Ya Us Se Jawab-e-khat Lana Ya Qasid Itna Kah Dena
Tuten Wo Sar Jis Mein Teri Zulf Ka Sauda Nahin
Thodi Taklif Sahi Aane Mein
Saqiya Aisa Pila De Mai Ka Mujhko Jam Talkh
Mujhe Ab Maut Behtar Zindagi Se
Kyun Na Kabe Ko Kahun Allah Ka Aur But Ka Ghar
Kya Jaanen Unki Chaal Mein Eajaz Hai Ki Sehr
Ki Kisi Par Na Jafa Mere Baad
Khuli Jo Aankh Meri Samna Qaza Se Hua
Khub Mil Kar Gale Se Ro Lena
Jab Se Kuchh Qabu Hai Apna Kakul-e-khamdar Par
Jaanta Usko Hun Dawa Ki Tarah
Ishq Ke Phande Se Bachiye Ai Haqir-e-khasta-dil
Haqarat Ki Nigahon Se Na Farsh-e-khak Ko Dekho
Dekha Baghaur Aib Se Khaali Nahin Koi
Chha Gai Ek Musibat Ki Ghata Chaar Taraf
Chaar Din Ki Bahaar Hai Sari
But-kade Mein Bhi Gaya Kabe Ki Jaanib Bhi Gaya
But Ko Pujunga Sanam-khanon Mein Ja Ja Ke To Main
Band-e-qaba Pe Hath Hai Sharmae Jate Hain
Ba-khuda Sajde Karega Wo Bitha Kar But Ko