Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_31d976834c24f6d278e6601261cd7690, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
The Mere ZaKHmon Ke Aaine Tamam - Haneef Kaifi Poetry In English - Darsaal

The Mere ZaKHmon Ke Aaine Tamam

the mere zaKHmon ke aaine tamam

dagh-dagh aae nazar sine tamam

sab nazar aate hain chehre gard gard

kya hue be-ab aaine tamam

ek manzil aur hai ek jast aur

aadmi tai kar chuka zine tamam

maut le kar ek aandhi aai thi

kho diye insan basti ne tamam

tazgi chehre pe ab to laiye

pi liya hai zahr 'kaifi' ne tamam

(690) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

The Mere ZaKHmon Ke Aaine Tamam In English By Famous Poet Haneef Kaifi. The Mere ZaKHmon Ke Aaine Tamam is written by Haneef Kaifi. Read famous Poem The Mere ZaKHmon Ke Aaine Tamam for youth and Student by Haneef Kaifi. Free Download The Mere ZaKHmon Ke Aaine Tamam in PDF.