Two Lines Poetry of Haneef Kaifi - 2 Lines Poetry - Couplets From Haneef Kaifi
Poet Name | Haneef Kaifi |
---|---|
Birth Date | 1934 |
Birth Place | Delhi |
Tamam Aalam Se Mod Kar Munh Main Apne Andar Sama Gaya Hun
Shab-e-daraaz Ka Hai Qissa Mukhtasar Kaifi
Sab Nazar Aate Hain Chehre Gard Gard
Muddaten Guzrin Mulaqat Hui Thi Tum Se
Mile Wo Lamha Jise Apna Kah Saken Kaifi
Koi Bhi Rut Ho Mili Hai Dukhon Ki Fasl Hamein
Apni Jaanib Nahin Ab Lautna Mumkin Mera
Apne Kandhon Pe Liye Phirta Hun Apni Hi Salib
Ana Ana Ke Muqabil Hai Rah Kaise Khule