Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_4ffacb9e634ae16e472515cdc371f62a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Nigah-e-shauq Kyun Mail Nahin Hai - Hamidi Kashmiri Poetry In English - Darsaal

Nigah-e-shauq Kyun Mail Nahin Hai

nigah-e-shauq kyun mail nahin hai

koi diwar ab hail nahin hai

sahar-dam hi gharon se chal paDe sab

koi jada koi manzil nahin hai

sabhi ki nazren hain kashti ke ruKH par

magar is bahr ka sahil nahin hai

karen kis se tawaqqo munsifi ki

koi aisa hai jo qatil nahin hai

(841) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Nigah-e-shauq Kyun Mail Nahin Hai In English By Famous Poet Hamidi Kashmiri. Nigah-e-shauq Kyun Mail Nahin Hai is written by Hamidi Kashmiri. Read famous Poem Nigah-e-shauq Kyun Mail Nahin Hai for youth and Student by Hamidi Kashmiri. Free Download Nigah-e-shauq Kyun Mail Nahin Hai in PDF.