Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_147f56d07371ddb6a862128ead01d09e, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mohabbat Par Yaqin Tha Jab - Hamida Shahin Poetry In English - Darsaal

Mohabbat Par Yaqin Tha Jab

main zinda hun

tawanai

meri rag rag mein bahti hai

main jab chahun

zara sa hath uTha kar aasman chhu lun

faza mein tairti jaun

saba har subh dilkash raqs karti hai meri KHatir

shafaq har sham sajti hai ki main us par nazar Dalun

sitare aankh rakhte hain mere abru ki jumbish par

ishaara ho to sab ke sab mere aanchal pe aa jaen

main sargoshi karun to zindagi mashur ho jae

zara nazren uThaun waqt ki raftar tham jae

main hansti hun

hari shaKHon pe khilte surKH phulon mein

mere aansu

sunahri tashtari mein pesh hote hain

KHudai bargahon mein

huzuri ka sharaf milta hai meri sab duaon ko

kabhi

mahsus hota tha

(1514) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mohabbat Par Yaqin Tha Jab In English By Famous Poet Hamida Shahin. Mohabbat Par Yaqin Tha Jab is written by Hamida Shahin. Read famous Poem Mohabbat Par Yaqin Tha Jab for youth and Student by Hamida Shahin. Free Download Mohabbat Par Yaqin Tha Jab in PDF.