Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_163ba5615696dbdcd4f42b0af078c288, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Bashaarat Ke Kason Mein - Hamid Jeelani Poetry In English - Darsaal

Bashaarat Ke Kason Mein

abhi tak use DhunDne ke liye

koi nikla nahin

wo jise bhiD mein kho diya tha kahin

gung alfaz ki lalTenon ko raushan kiye

apne apne darichon mein laTka diya

aur bijli kaDakte dhuan-dhaar mausam mein bhi

is tarah muntazir hain ki kuchh der tak

sarmadi sankh bajte hi chaaron taraf

apne hone ka izhaar karta hua

aap hi wo kahin se palaT aaega

(1198) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Bashaarat Ke Kason Mein In English By Famous Poet Hamid Jeelani. Bashaarat Ke Kason Mein is written by Hamid Jeelani. Read famous Poem Bashaarat Ke Kason Mein for youth and Student by Hamid Jeelani. Free Download Bashaarat Ke Kason Mein in PDF.