Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_85a762722e772106a915fab0080cde93, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
ToD Kar Tar-e-nigah Ka Silsila Jata Raha - Haidar Ali Aatish Poetry In English - Darsaal

ToD Kar Tar-e-nigah Ka Silsila Jata Raha

toD kar tar-e-nigah ka silsila jata raha

KHak Dal aankhon mein meri qafila jata raha

kaun se din hath mein aaya mere daman-e-yar

kab zamin-o-asman ka fasla jata raha

KHar-e-sahra par kisi ne tohmat-e-duzdi na ki

panw ka majnun ke kya kya aabla jata raha

doston se is qadar sadme uThae jaan par

dil se dushman ki adawat ka gila jata raha

jab uThaya panw 'atish' misl-e-awaz-e-jaras

koson pichhe chhoD kar main qafila jata raha

(1026) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

ToD Kar Tar-e-nigah Ka Silsila Jata Raha In English By Famous Poet Haidar Ali Aatish. ToD Kar Tar-e-nigah Ka Silsila Jata Raha is written by Haidar Ali Aatish. Read famous Poem ToD Kar Tar-e-nigah Ka Silsila Jata Raha for youth and Student by Haidar Ali Aatish. Free Download ToD Kar Tar-e-nigah Ka Silsila Jata Raha in PDF.