Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_560fdf081d3bf319a7e5afa47772994b, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Wo Jo Teri Talab Mein Iza Thi - Hafiz Taib Poetry In English - Darsaal

Wo Jo Teri Talab Mein Iza Thi

wo jo teri talab mein iza thi

mere har dard ka mudawa thi

main tamasha tha ek jahan ke liye

us pe bhi hasrat-e-tamasha thi

lakh rahen thin wahshaton ke liye

kis liye band rah-e-sahra thi

meri ruswai thi meri tauqir

meri tanhai thi meri sathi

taj ke duniya ko jab chale 'taib'

sath ek aarzu ki duniya thi

(1253) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Wo Jo Teri Talab Mein Iza Thi In English By Famous Poet Hafiz Taib. Wo Jo Teri Talab Mein Iza Thi is written by Hafiz Taib. Read famous Poem Wo Jo Teri Talab Mein Iza Thi for youth and Student by Hafiz Taib. Free Download Wo Jo Teri Talab Mein Iza Thi in PDF.