Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_03efaf0a4d20004c7a759b1aaf3c7e43, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Lahu Se Apne Zamin Lala-zar Dekhte The - Hafeez Merathi Poetry In English - Darsaal

Lahu Se Apne Zamin Lala-zar Dekhte The

lahu se apne zamin lala-zar dekhte the

bahaar dekhne wale bahaar dekhte the

surur ek jhalak ka tamam umr raha

hawas-parast the jo bar bar dekhte the

kabhi kabhi hamein duniya hasin lagti thi

kabhi kabhi teri aankhon mein pyar dekhte the

chala wo daur-e-sitam ghar mein chhup ke baiTh gae

jo har salib ko mardana-war dekhte the

(1159) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Lahu Se Apne Zamin Lala-zar Dekhte The In English By Famous Poet Hafeez Merathi. Lahu Se Apne Zamin Lala-zar Dekhte The is written by Hafeez Merathi. Read famous Poem Lahu Se Apne Zamin Lala-zar Dekhte The for youth and Student by Hafeez Merathi. Free Download Lahu Se Apne Zamin Lala-zar Dekhte The in PDF.