Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_fd9ae215dea436d606d63864eda64a7d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
SaKHt-gir Aaqa - Hafeez Jalandhari Poetry In English - Darsaal

SaKHt-gir Aaqa

ek be-tuki nazm

aaj bistar hi mein hun

kar diya hai aaj

mere muzmahil aaza ne izhaar-e-baghawat barmala

mera jism-e-na-tawan mera ghulam-e-eba-wafa

waqai malum hota hai thaka haara hua

aur main

ek saKHt gir aaqa… zamane ka ghulam

kis qadar majbur hun

peT puja ke liye

do qadam bhi uTh ke ja sakta nahin

mere cha kar panw shal hain

jhuk gaya hun in kaminon ki raza ke samne

sar uTha sakta nahin

aaj bistar hi mein hun

(994) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

SaKHt-gir Aaqa In English By Famous Poet Hafeez Jalandhari. SaKHt-gir Aaqa is written by Hafeez Jalandhari. Read famous Poem SaKHt-gir Aaqa for youth and Student by Hafeez Jalandhari. Free Download SaKHt-gir Aaqa in PDF.