Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a47305bf9d66bfc78810d0ea91dc200a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hujum Dekh Ke Rasta Nahin Badalte Hum - Habib Jalib Poetry In English - Darsaal

Hujum Dekh Ke Rasta Nahin Badalte Hum

hujum dekh ke rasta nahin badalte hum

kisi ke Dar se taqaza nahin badalte hum

hazar zer-e-qadam rasta ho KHaron ka

jo chal paDen to irada nahin badalte hum

isi liye to nahin mo'tabar zamane mein

ki rang-e-surat-e-duniya nahin badalte hum

hawa ko dekh ke 'jalib' misal-e-ham-asran

baja ye zom hamara nahin badalte hum

(3071) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hujum Dekh Ke Rasta Nahin Badalte Hum In English By Famous Poet Habib Jalib. Hujum Dekh Ke Rasta Nahin Badalte Hum is written by Habib Jalib. Read famous Poem Hujum Dekh Ke Rasta Nahin Badalte Hum for youth and Student by Habib Jalib. Free Download Hujum Dekh Ke Rasta Nahin Badalte Hum in PDF.