Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2537b0671e539315df1be9df387d5bee, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Tujhko Dekha Hai Jo Dariya Ne Idhar Aate Hue - Gulzar Poetry In English - Darsaal

Tujhko Dekha Hai Jo Dariya Ne Idhar Aate Hue

tujh ko dekha hai jo dariya ne idhar aate hue

kuchh bhanwar Dub gae pani mein chakraate hue

hum ne to raat ko danton se pakaD kar rakkha

chhina-jhapTi mein ufuq khulta gaya jate hue

main na hunga to KHizan kaise kaTegi teri

shoKH patte ne kaha shaKH se murjhate hue

hasraten apni bilaktin na yatimon ki tarah

hum ko aawaz hi de lete zara jate hue

si liye honT wo pakiza nigahen sun kar

maili ho jati hai aawaz bhi dohraate hue

(2865) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Tujhko Dekha Hai Jo Dariya Ne Idhar Aate Hue In English By Famous Poet Gulzar. Tujhko Dekha Hai Jo Dariya Ne Idhar Aate Hue is written by Gulzar. Read famous Poem Tujhko Dekha Hai Jo Dariya Ne Idhar Aate Hue for youth and Student by Gulzar. Free Download Tujhko Dekha Hai Jo Dariya Ne Idhar Aate Hue in PDF.