Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_dbce4e2d5f9478e58cf5c18906887a2e, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Sham Se Aankh Mein Nami Si Hai - Gulzar Poetry In English - Darsaal

Sham Se Aankh Mein Nami Si Hai

sham se aankh mein nami si hai

aaj phir aap ki kami si hai

dafn kar do hamein ki sans aae

nabz kuchh der se thami si hai

kaun pathra gaya hai aankhon mein

barf palkon pe kyun jami si hai

waqt rahta nahin kahin Tik kar

aadat is ki bhi aadmi si hai

aaiye raste alag kar len

ye zarurat bhi bahami si hai

(2729) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Sham Se Aankh Mein Nami Si Hai In English By Famous Poet Gulzar. Sham Se Aankh Mein Nami Si Hai is written by Gulzar. Read famous Poem Sham Se Aankh Mein Nami Si Hai for youth and Student by Gulzar. Free Download Sham Se Aankh Mein Nami Si Hai in PDF.