Two Lines Poetry of Gulnar Aafreen - 2 Lines Poetry - Couplets From Gulnar Aafreen
Poet Name | Gulnar Aafreen |
---|---|
Birth Date | 1942 |
Birth Place | Karachi |
Ye Tilism-e-mausam-e-gul Nahin Ki Ye Mojaza Hai Bahaar Ka
Wo Charagh-e-zist Ban Kar Rah Mein Jalta Raha
Safar Ka Rang Hasin Qurbaton Ka Hamil Ho
Kya Baat Hai Kyun Shahr Mein Ab Ji Nahin Lagta
Kin Shahidon Ke Lahu Ke Ye Farozan Hain Charagh
Kahiye Aaina-e-sad-fasl-e-bahaaran Tujhko
Hum Sar-e-rah-e-wafa Usko Sada Kya Dete
Hamein Bhi Ab Dar O Diwar Ghar Ke Yaad Aae
Gulnar Maslahat Ki Zaban Mein Na Baat Kar
Ek Parchhain Tasawwur Ki Mere Sath Rahe
Ek Aansu Yaad Ka Tapka To Dariya Ban Gaya
Dil Ka Har Zakhm Teri Yaad Ka Ek Phul Bane
Baghair Samt Ke Chalna Bhi Kaam Aa Hi Gaya