Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_5cae6d27d037d5d52c90b73b8a7ef491, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jahan Mein Kahan Baham Ulfat Rahi Hai - Gulam Yahya Huzur Azimabadi Poetry In English - Darsaal

Jahan Mein Kahan Baham Ulfat Rahi Hai

jahan mein kahan baham ulfat rahi hai

magar sirf sahib-salamat rahi hai

hai afsos ai umr jaane ka tere

ki tu mere pas ek muddat rahi hai

ye tufan-e-ashk is mein aankhon ki kashti

tajjub hai kyun kar salamat rahi hai

agarche teri yaad mein KHush hun lekin

in aankhon se dekhun ye hasrat rahi hai

mat ummid bose ki rakh dilbaron se

'huzur' ab kise itni himmat rahi hai

(656) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jahan Mein Kahan Baham Ulfat Rahi Hai In English By Famous Poet Gulam Yahya Huzur Azimabadi. Jahan Mein Kahan Baham Ulfat Rahi Hai is written by Gulam Yahya Huzur Azimabadi. Read famous Poem Jahan Mein Kahan Baham Ulfat Rahi Hai for youth and Student by Gulam Yahya Huzur Azimabadi. Free Download Jahan Mein Kahan Baham Ulfat Rahi Hai in PDF.