Two Lines Poetry of Gulam Yahya Huzur Azimabadi - 2 Lines Poetry - Couplets From Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Poet Name | Gulam Yahya Huzur Azimabadi |
---|
Yar Gar Puchhe To Kije Kuchh Arz
Tujh Bin Ek Dal Ho Pas Rahta Hai
Shab-e-hijr Mein Ek Din Dekhna
Na-chaar Hai Dil Zulf-e-girah-gir Ke Aage
Karun Qat-e-ulfat Buton Se Wa-lekin
Kahun Ki Shaikh-e-zamana Hun Laf To Ye Hai
Kabhi Hath Bhi Aaega Yar Sach Kah
Kab Is Ji Ki Haalat Koi Jaanta Hai
Jo Ji Chahe Hai Dekhun Mah-e-nau Kahta Hai Dil Mera
Ishq Ne Samne Hote Hi Jalaya Dil Ko
Ishq Mein Khub Nin Bahut Rona
Ishq Mein Dard Se Hai Hurmat-e-dil
Har Koi Apni Fahm-e-naqis Mein
Haji Tu To Rah Ko Bhula Manzil Ko Koi Pahunche Hai
Hain Shaikh O Barhaman Tasbih Aur Zunnar Ke Bande
Hai Afsos Ai Umr Jaane Ka Tere
Ghair Wafa Mein Pukhta Hain Yun Hi Sahi Pa Mujh Sa Bhi
Gar Shaikh Azm-e-manzil-e-haq Hai To Aa Idhar
Din O Duniya Ka Jo Nahin Paband
Dekhna Zor Hi Gantha Hai Dil-e-yar Se Dil
Bahaar Is Dhum Se Aai Gai Ummid Jine Ki
Aur Rabt Jise Kufr Se Hai Yani Barahman
Ai Bahr Na Tu Itna Umand Chal Mere Aage
Ada Ko Teri Mera Ji Jaanta Hai
Abas Ghar Se Apne Nikale Hai Tu
Aazurda Kuchh Hain Shayad Warna Huzur Mujhse
Aankhon Se Isi Tarah Agar Sail Rawan Hai