Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e1dfc54612ced9ff6d510f5c3fb66df9, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha - Gulam Jilani Asghar Poetry In English - Darsaal

Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha

hamara un ka talluq jo rasm-o-rah ka tha

bas us mein sara saliqa mere nibah ka tha

tujhe qarib se dekha to dil ne socha hai

ki tera husn bhi ek zawiya nigah ka tha

tujhe tarash ke dil mein saja liya main ne

qusur is mein meri rifat-e-nigah ka tha

chale the yun to kai log ku-e-jaanan ko

zara sa hum se magar iKHtilaf rah ka tha

teri jafa ka KHuda silsila daraaz kare

ki us se apna talluq bhi gah gah ka tha

(871) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha In English By Famous Poet Gulam Jilani Asghar. Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha is written by Gulam Jilani Asghar. Read famous Poem Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha for youth and Student by Gulam Jilani Asghar. Free Download Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha in PDF.