Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_f604d69ea7057d039b2bad14bebf52f0, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Rakhta Nahin Hai Dasht Sarokar Aab Se - Ghulam Murtaza Rahi Poetry In English - Darsaal

Rakhta Nahin Hai Dasht Sarokar Aab Se

rakhta nahin hai dasht sarokar aab se

bahlae jate hain yahan pyase sarab se

din mein bhi ghar ujale se mahrum hai to hai

kirnon ka kya sawal karun aaftab se

bilkul durust hote hue fail ho gaya

main ne jawab naql kiya tha kitab se

wo sal ho ki mah ho din ho ki ho ghaDi

baqi nahin bachunga kisi ke hisab se

har shai par ek uchaTti nazar Dalta chalun

be-kar hoga mera utarna rikab se

tarmim hazf aur izafe ke sath sath

ye kulliyat pur hai mere intiKHab se

(651) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Rakhta Nahin Hai Dasht Sarokar Aab Se In English By Famous Poet Ghulam Murtaza Rahi. Rakhta Nahin Hai Dasht Sarokar Aab Se is written by Ghulam Murtaza Rahi. Read famous Poem Rakhta Nahin Hai Dasht Sarokar Aab Se for youth and Student by Ghulam Murtaza Rahi. Free Download Rakhta Nahin Hai Dasht Sarokar Aab Se in PDF.