Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_19bfe50ac90e104bd7f6470399208ecf, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Rah Se Mujhko HaTa Kar Le Gaya - Ghulam Murtaza Rahi Poetry In English - Darsaal

Rah Se Mujhko HaTa Kar Le Gaya

rah se mujh ko haTa kar le gaya

jaan ka KHatra bata kar le gaya

kaT mera ek shaKHs apni aan par

aur apna sar uTha kar le gaya

ek din dariya makanon mein ghusa

aur diwaren uTha kar le gaya

hath suraj ke na jab aai nadi

aag pani mein laga kar le gaya

uDti chingari ko jugnu jaan kar

tifl daman mein chhupa kar le gaya

muddaton kanTe bichhae rah mein

ek din aankhen bichha kar le gaya

(679) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Rah Se Mujhko HaTa Kar Le Gaya In English By Famous Poet Ghulam Murtaza Rahi. Rah Se Mujhko HaTa Kar Le Gaya is written by Ghulam Murtaza Rahi. Read famous Poem Rah Se Mujhko HaTa Kar Le Gaya for youth and Student by Ghulam Murtaza Rahi. Free Download Rah Se Mujhko HaTa Kar Le Gaya in PDF.