Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e5726f95264a47584009aab10ddbe6ef, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Barq Ka Thik Agar Nishana Ho - Ghulam Murtaza Rahi Poetry In English - Darsaal

Barq Ka Thik Agar Nishana Ho

barq ka Thik agar nishana ho

band kahe ko karKHana ho

dekhne sunne ka maza jab hai

kuchh haqiqat ho kuchh fasana ho

maut har waqt aana chahti hai

koi hila koi bahana ho

rah se sang-o-KHisht haT jaen

nekiyon ka agar zamana ho

mujh ko KHwab-o-KHayal hai manzil

qafila shauq se rawana ho

kya tajjub ki pichhe pichhe mere

aane wala mera zamana ho

(673) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Barq Ka Thik Agar Nishana Ho In English By Famous Poet Ghulam Murtaza Rahi. Barq Ka Thik Agar Nishana Ho is written by Ghulam Murtaza Rahi. Read famous Poem Barq Ka Thik Agar Nishana Ho for youth and Student by Ghulam Murtaza Rahi. Free Download Barq Ka Thik Agar Nishana Ho in PDF.