Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_073c98632614f4fe06b83d85a9c9e8b8, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aage Aage Shar Phailata Jata Hun - Ghulam Murtaza Rahi Poetry In English - Darsaal

Aage Aage Shar Phailata Jata Hun

aage aage shar phailata jata hun

pichhe pichhe apni KHair manata hun

patthar ki surat be-his ho jata hun

kaisi kaisi choTen sahta rahta hun

aaKHir ab tak kyun na tumhein aaya main nazar

jaane kahan kahan to dekha jata hun

sanson ke aane jaane se lagta hai

ek pal jita hun to ek pal marta hun

dariya baalu moram Dho kar lata hai

main us ka sab mal uDa le aata hun

ab to main hathon mein patthar le kar bhi

aaine ka samna karte Darta hun

(679) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Aage Aage Shar Phailata Jata Hun In English By Famous Poet Ghulam Murtaza Rahi. Aage Aage Shar Phailata Jata Hun is written by Ghulam Murtaza Rahi. Read famous Poem Aage Aage Shar Phailata Jata Hun for youth and Student by Ghulam Murtaza Rahi. Free Download Aage Aage Shar Phailata Jata Hun in PDF.