Two Lines Poetry of Ghulam Maula Qalaq - 2 Lines Poetry - Couplets From Ghulam Maula Qalaq
Poet Name | Ghulam Maula Qalaq |
---|
Zulekha Be-khirad Aawara Laila Bad-maza Shirin
Zahe Qismat Ki Uske Qaidiyon Mein Aa Gae Hum Bhi
Wo Zikr Tha Tumhaara Jo Intiha Se Guzra
Wo Sang-dil Angusht-ba-dandan Nazar Aawe
Waiz Ye Mai-kada Hai Na Masjid Ki Is Jagah
Waiz Ne Mai-kade Ko Jo Dekha To Jal Gaya
Us Se Na Miliye Jis Se Mile Dil Tamam Umr
Tujhse Ai Zindagi Ghabra Hi Chale The Hum To
Tu Hai Harjai To Apna Bhi Yahi Taur Sahi
Tu Dekh To Udhar Ki Jo Dekha Na Jae Phir
Teri Nawed Mein Har Dastan Ko Sunte Hain
Tera Diwana To Wahshat Ki Bhi Had Se Nikla
Shahr Un Ke Waste Hai Jo Rahte Hain Tujhse Dur
Rahm Kar Maston Pe Kab Tak Taq Par Rakkhega Tu
Pahle Rakh Le Tu Apne Dil Par Hath
Pada Hai Dair-o-kaba Mein Ye Kaisa Ghul Khuda Jaane
Nala Karta Hun Log Sunte Hain
Na Ye Hai Na Wo Hai Na Main Hun Na Tu Hai
Na Lagti Aankh To Sone Mein Kya Burai Thi
Na Ho Aarzu Kuchh Yahi Aarzu Hai
Musa Ke Sar Pe Panw Hai Ahl-e-nigah Ka
Mohabbat Wo Hai Jis Mein Kuchh Kisi Se Ho Nahin Sakta
Main Raazdan Hun Ye Ki Jahan Tha Wahan Na Tha
Kyunkar Na Aastin Mein Chhupa Kar Padhen Namaz
Kya Khana-kharabon Ka Lage Tere Thikana
Kufr Aur Islam Mein Dekha To Nazuk Farq Tha
Kis Liye Dawa-e-zulekhai
Kidhar Qafas Tha Kahan Hum The Kis Taraf Ye Qaid
Khuda Se Darte To Khauf-e-khuda Na Karte Hum
Khud Ko Kabhi Na Dekha Aaine Hi Ko Dekha