Two Lines Poetry of Ghulam Husain Sajid - 2 Lines Poetry - Couplets From Ghulam Husain Sajid
Poet Name | Ghulam Husain Sajid |
---|---|
Birth Date | 1951 |
Ye Sach Hai Mil Baithne Ki Had Tak To Kaam Aai Hai Khush-gumani
Ye Sach Hai Meri Sada Ne Raushan Kiye Hain Mehrab Par Sitare
Ye Aab-o-tab Isi Marhale Pe Khatm Nahin
Uske Hone Se Hui Hai Apne Hone Ki Khabar
Tadap Uthi Hai Kisi Nagar Mein Qayam Karne Se Ruh Meri
Sitar-e-khwab Se Bhi Badh Kar Ye Kaun Be-mehr Hai Ki Jis Ne
Ruka Hun Kis Ke Wahm Mein Mere Guman Mein Nahin
Ras Aati Hi Nahin Jab Pyar Ki Shiddat Mujhe
Ras Aai Hai Na Aaegi Ye Duniya Lekin
Nashat-e-izhaar Par Agarche Rawa Nahin Etibar Karna
Mil Nahin Pati Khud Apne-ap Se Fursat Mujhe
Meri Wirasat Mein Jo Bhi Kuchh Hai Wo Sab Isi Dahr Ke Liye Hai
Meri Qismat Hai Ye Aawara-khirami Sajid
Mere Mayus Rahne Par Agar Wo Shadman Hai
Mata-e-barg-o-samar Wahi Hai Shabahat-e-rang-o-bu Wahi Hai
Main Rizq-e-khwab Ho Ke Bhi Usi Khayal Mein Raha
Main Hun Magar Aaj Us Gali Ke Sabhi Dariche Khule Hue Hain
Main Ek Muddat Se Is Jahan Ka Asir Hun Aur Sochta Hun
Laut Jaane Ki Ijazat Nahin Dunga Usko
Kisi Ne Faqr Se Apne Khazane Bhar Liye Lekin
Kisi Ki Yaad Se Dil Ka Andhera Aur Badhta Hai
Kabhi Mohabbat Se Baz Rahne Ka Dhyan Aae To Sochta Hun
Jis Qadar Mahmez Karta Hun Main Sajid Waqt Ko
Ji Mein Aata Hai Ki Duniya Ko Badalna Chahiye
Ishq Par Ikhtiyar Hai Kis Ka
Ishq Par Faez Hun Auron Ki Tarah Lekin Mujhe
Ishq Ki Dastaras Mein Kuchh Bhi Nahin
Is Andhere Mein Charagh-e-khwab Ki Khwahish Nahin
Hum Musafir Hain Gard-e-safar Hain Magar Ai Shab-e-hijr Hum Koi Bachche Nahin
Hikayat-e-ishq Se Bhi Dil Ka Ilaj Mumkin Nahin Ki Ab Bhi