Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_6189d83557400e92e5d1e41f5f9bc98d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta - George Puech Shor Poetry In English - Darsaal

Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta

ruke hai aamad-o-shud mein nafas nahin chalta

yahi hai hukm-e-ilahi to bas nahin chalta

hawa ke ghoDe pe rahta hai wo sawar mudam

kisi ka us ke barabar faras nahin chalta

guzishta sal jo dekha wo ab ke sal nahin

zamana ek sa bas har baras nahin chalta

nahin hai TuTe ki buTi jahan mein paida

shikasta jab hua tar-e-nafas nahin chalta

(650) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta In English By Famous Poet George Puech Shor. Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta is written by George Puech Shor. Read famous Poem Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta for youth and Student by George Puech Shor. Free Download Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta in PDF.