Two Lines Poetry of George Puech Shor - 2 Lines Poetry - Couplets From George Puech Shor
Poet Name | George Puech Shor |
---|
Zarre Ki Tarah Khak Mein Pamal Ho Gae
Us Mah-ru Pe Aankh Kisi Ki Na Pad Saki
Tumhaare Ishq Mein Kya Kya Na Ikhtiyar Kiya
Shauq Ne Ki Jo Rahbari Dil Ki
Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta
Paik-e-khayal Bhi Hai Ajab Kya Jahan-numa
Nahin Hai Tute Ki Buti Jahan Mein Paida
Jahan Mein Zar Ka Hai Karkhana Na Koi Apna Na Hai Yagana
Jab Jawani Gai Chhuda Kar Hath
Jaan Par Apni Hae Kyun Banti
Isi Khayal Mein Din-raat Main Tadapta Hun
Hawa Ke Ghode Pe Rahta Hai Wo Sawar Mudam
Hai Talash-e-do-jahan Lekin Khabar Apni Kise
Guzishta Sal Jo Dekha Wo Ab Ki Sal Nahin
Ek Nazar Ne Kiya Hai Kaam Tamam
Ek Khayal-o-khwab Hai A Shor Ye Bazm-e-jahan
Dur Humse Hain Wo To Kya Dar Hai
Dil Mein Apne Aarzu Sab Kuchh Hai Aur Phir Kuchh Nahin
Dete Na Dil Jo Tumko To Kyun Banti Jaan Par
Adam Se Hasti Mein Jab Hum Aae Na Koi Hamdard Sath Lae