Two Lines Poetry of Fuzail Jafri - 2 Lines Poetry - Couplets From Fuzail Jafri
Poet Name | Fuzail Jafri |
---|---|
Birth Date | 1936 |
Birth Place | Mumbai |
Zid Mein Duniya Ki Bahar-haal Mila Karte The
Zahr Mitha Ho To Pine Mein Maza Aata Hai
Ye Sach Hai Hum Ko Bhi Khone Pade Kuchh Khwab Kuchh Rishte
Teri Badan Mein Mere Khwab Muskuraate Hain
Talluqat Ka Tanqid Se Hai Yarana
Mizaj Alag Sahi Hum Donon Kyun Alag Hon Ki Hain
Manzilen Samten Badalti Ja Rahi Hain Roz O Shab
Main Aur Meri Zat Agar Ek Hi Shai Hain
Koi Manzil Aakhiri Manzil Nahin Hoti Fuzail
Kis Dard Se Raushan Hai Siyah-khana-e-hasti
Jo Bhar Bhi Jaen Dil Ke Zakhm Dil Waisa Nahin Rahta
Har Aadmi Mein The Do Chaar Aadmi Pinhan
Ghar Se Bahar Nahin Nikla Jata
Ek Khauf Sa Darakhton Pe Tari Tha Raat-bhar
Ehsas-e-jurm Jaan Ka Dushman Hai Jafari
Dil Yun To Gah Gah Sulagta Hai Aaj Bhi
Dasht-e-tanhai Mein Jine Ka Saliqa Sikhiye
Chamakte Chand Se Chehron Ke Manzar Se Nikal Aae
Bose Biwi Ke Hansi Bachchon Ki Aankhen Man Ki
Bhule-bisre Hue Gham Phir Ubhar Aate Hain Kai
Akhlaq O Sharafat Ka Andhera Hai Wo Ghar Mein
Aatish-fishan Zaban Hi Nahin Thi Badan Bhi Tha
Aathon Pahr Lahu Mein Nahaya Kare Koi