Two Lines Poetry of Figar Unnavi - 2 Lines Poetry - Couplets From Figar Unnavi
Poet Name | Figar Unnavi |
---|
Yaqin-e-wada-e-farda Hamein Bawar Nahin Aata
Un Pe Qurban Har Khushi Kar Di
Tere Gham Ke Samne Kuchh Gham-e-do-jahan Nahin Hai
Shikast-e-dil Ki Har Aawaz Hashr-asar Hoti Hai
Sar-e-mahfil Hamare Dil Ko Luta Chashm-e-saqi Ne
Saqi Ne Nigahon Se Pila Di Hai Ghazab Ki
Qadam Qadam Pe Donon Jurm-e-ishq Mein Sharik Hain
Qadam Apne Harim-e-naz Mein Is Shauq Se Rakhna
Phulon Ko Gulistan Mein Kab Ras Bahaar Aai
Partaw-e-husn Se Zarre Bhi Bane Aaine
Meri Jabin-e-shauq Ne Sajde Jahan Kiye
Mayus Dilon Ko Ab Chhedo Bhi To Kya Hasil
Mahfil-e-kaun-o-makan Teri Hi Bazm-e-naz Hai
Kya Mila Arz-e-muddaa Se Figar
Kisi Se Shikwa-e-mahrumi-e-niyaz Na Kar
Kis Kaam Ka Aisa Dil Jis Mein Ranjish Hai Ghubar Hai Kina Hai
Kabe Mein Ho Ya But-khane Mein Hone Ko To Sar Kham Hota Hai
Kaba Bhi Ghar Apna Hai Sanam-khana Bhi Apna
Hasrat-e-dil Na-mukammal Hai Kitab-e-zindagi
Hain Ye Jazbaat Mere Dard Bhare Dil Ke Figar
Gham-o-alam Se Jo Tabir Ki Khushi Maine
Faza Ka Tang Hona Fitrat-e-azad Se Puchho
Ek Tera Aasra Hai Faqat Ai Khayal-e-dost
Ek Khwab-o-khayal Hai Duniya
Diwane Ko Majaz-o-haqiqat Se Kya Gharaz
Dil Mera Shaki-e-jafa Na Hua
Dil Ki Buniyaad Pe Tamir Kar Aiwan-e-hayat
Dil Hai Mera Rangini-e-aghaz Pe Mail
Dil Chot Sahe Aur Uf Na Kare Ye Zabt Ki Manzil Hai Lekin
Chhup Gaya Din Qadam Badha Rahi