Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_1cd576fece3d20c51c4cd77237af0a2a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Har Ek Darwaza Mujh Par Band Hota - Fazl Tabish Poetry In English - Darsaal

Har Ek Darwaza Mujh Par Band Hota

har ek darwaza mujh par band hota

andhera jism mein naKHun hota

ye suraj kyun bhaTakta phir raha hai

mere andar utar jata to sota

har ek shai KHun mein Dubi hui hai

koi is tarah se paida na hota

bas ab iqrar ko oDho bichhao

na hote KHwar jo inkar hota

salibon mein Tange bhi aadmi hain

agar un ko bhi KHud se pyar hota

(839) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Har Ek Darwaza Mujh Par Band Hota In English By Famous Poet Fazl Tabish. Har Ek Darwaza Mujh Par Band Hota is written by Fazl Tabish. Read famous Poem Har Ek Darwaza Mujh Par Band Hota for youth and Student by Fazl Tabish. Free Download Har Ek Darwaza Mujh Par Band Hota in PDF.