Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ed3740d458b68f5eeadb717cc94bccb8, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kisi Bahane Bhi Dil Se Alam Nahin Jata - Farrukh Jafari Poetry In English - Darsaal

Kisi Bahane Bhi Dil Se Alam Nahin Jata

kisi bahane bhi dil se alam nahin jata

KHushi to jaane ko aati hai gham nahin jata

kisi ko milna ho us se to KHud hi chal kar jae

ki apne aap kahin wo sanam nahin jata

nishana us ka hamesha nishan pe lagta hai

go dil ke par wo tir-e-sitam nahin jata

hum apne daera-e-kar hi mein rahte hain

nikal ke us se ye bahar qadam nahin jata

yahi bahut hai ki qabu mein ashk rahte hain

ye aur baat ki palkon se nam nahin jata

(1535) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kisi Bahane Bhi Dil Se Alam Nahin Jata In English By Famous Poet Farrukh Jafari. Kisi Bahane Bhi Dil Se Alam Nahin Jata is written by Farrukh Jafari. Read famous Poem Kisi Bahane Bhi Dil Se Alam Nahin Jata for youth and Student by Farrukh Jafari. Free Download Kisi Bahane Bhi Dil Se Alam Nahin Jata in PDF.